Thursday, October 17, 2013

तरंग: दीप्‍ती नवल की कविता “Smita and I”

तरंग: दीप्‍ती नवल की कविता “Smita and I”
Yunus bhai, saubhagya kahoon ya durbhagya ki maine bhi Smita ko aise hi airport ki bhag-daud ke beech dekha tha. Hum ek hi flight se Delhi se Shrinagar ja rahe the, isliye donon taraf ke baggage claim counter par mile. Deepti samaan-dharma theen, so unse baat kar sakeen. Main.... Patna me lecturer thi, sankoch ke karan kuchh kah nahin saki. Usi varsh Smita chali gayeen aur mujhe aaj tak pachhtava hai ki maine ek bar unka hath chhoo kar kyon nahin kaha ki aap mujhe bahut acchi lagti hain.

1 comment:

Leave your comments and discussions...